Ek truck doosara truck ko kinch raha tha. Dekhe sardaji haskar lotpot hoke gir pade aur bole : EK RASSI KA TUKDA UTHANE KE LIYE 2-2 TRUCK!!
1bar Santa ki watch kharab ho jati hai, khol k dekhta hai, to andar machar mara hota hai, dekh k kehta hai : Le chalegi kaise driver to mar gaya !
Tere pyaar ki roshni
aisi hai ki
har taraf ujaala nazar aata hai
sochta hu ki ghar ki bijli katwa du
kambaqt bill bohat aata hai
Jaan hai mujkho zindagi se pyari,
jaan ke liye kardoon
kurbaan yaari,
jaan ke liye todd doon dosti tumari.
Ab tumse kya chupana, TUM hi toh jaan hamari.
Wife ne bola: I will die. Husband: i will also die. Wife-
Why do you want 2 die? hosband- bcoz ma itni khushi bardasht
nahi kar sakta:!
MUNNA BHAI: Mamu, tu kitna pada hai?
MAMU: B.A.
MUNNA BHAI: Sala, doh akshar pada aur woh bhi ulta?
Shaam hote hii ye Dil udaas hota hai
Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai
Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai
Bandar jab koi aas-paas hota hai..
Jab Gabbar paida hua to uski maan ne us se 3-4 thappad lagaye
Gabbar's Father: Kya baat ho gayi?
Mother: Kambakht paida hote hi pooch raha tha KTNE AADMI THE....